Tuffclassified

Print
Free
Har Kaam Me Kamyabi Ki Dua – Kamyab Hone Ka Wazifa Aur Amal

Location:
mumbai, navi mumbai
Mumbai, Maharashtra - India

Published:
2021-04-12 09:35:16

Contact Info:
nawab khan
918890083807
mumbai, navi mumbai

Phone Number: +91-8890083807

Website URL: https://wazifaforspells.wordpress.com/2020/12/15/har-kaam-me-kamyabi-ki-dua-kamyab-hone-ka-wazifa-aur-amal/

Description: Apni zindagi mein har insaan apne liye apne Rab se kamyabi mangta hai. Wo humesha ye chahta hai ki usko apne har kaam me kamyabi hasil ho lekin kya kamyabi milna itna hi asaan hai Kya aapko poori mehnat aur jaddo-jahad karne ke bad bhi kamyabi milti hai Kayi baar insaan apni poori mehnat laga deta hai, lekin usko apne maqsad mein kamyabi nahi milti. Aisa isliye hai kyuki aap apne maqsad mein Jab aap Allah Talah se har kaam me kamyabi ki dua mangenge toh beshak aapko apne kaam mein safalta milegi. Allah Talah par bharosa rakhte huye jab aap apna sar sajde mein karke har kaam me kamyabi ki dua karenge toh Insha Allah, aapke naseeb mein Rabbul-Alimeen sirf sirf khushiyan hi bhar dega. Zindagi mein aise bahot se kaam hote hai jo insaan ko bikul namumkin lagte hai. lekin wo phir bhi usko paane ki tamanna rakhta hai. Agar aap bhi aisi koi khwahish apne dil mein liye hai toh aap kamyab hone ka wazifa ka istemal kare. ye kamyab hone ka wazifa aapke har kaam mein aapko kamyabi dilayega. Kamyab Hone Ka Wazifa Allah Talah un logo ko behad kamyabi ata fermata hai jo uski rehmat par bharosa karte hai. Agar aap bhi apni zindagi mein kamyabi chahte hai toh apne Khuda pe poora akeeda rakhe aur kamyab hone ka wazifa poore sanjeedagi ke sath parhe. aapka har maqsad jald se jald apne mukaam par pahuchega. Kayi baar log apni zindagi mein kamyabi pane ke liye galat raste pe chalne lagte hai. Ji nahi, aapko katayi aisa karne ki zaroorat nahi hai. Aap galat raste par chalne se parhez kare aur apne kamyabi hone ka amal kare. Insha Allah, Rabbul Alimeen apki har dua kubool karega. Poore akeede aur saaf niyat ke sath Allah Miyan se apni kamyabi ki dua mange. Chahe aap kisi imtihaan ko dene ja rahe ho ya phir aapki naukri ka masla ho chahe aapko koi karobar shuru karne ja rahe ho ya phir apki shadi ho har maqsad me kamyab hone ka amal karne ke baad yaqinan kamyabi aapke kadam chumegi. Allah ne chaha toh aapke har maqsad ko uchayi hasil hogi aur aapko apki manzil bahot jald mil jayegi. Har Maqsad Me Kamyabi Hasil Karne ka Amal Aap Surah wazifa ko 51 martaba bade hi khushu wa khuzoo ke sath parhe. aapko bahot jald kamyabi hasil hogi. Is amal ko bila nagah 41 dino tak kare, aapke sare atke huye kaam apne aap banne lagenge. Chahe aap kisi ke qarze mein ho, ya phir aapke karobar mein aapko tarakki chahiye, chahe aap kisi cheez ko hasil karna chahte ho ya phir aapki koi bhi hajat ho, zindagi me har kaam me kamyabi ki strong dua aapke har jayaz aur halal maqsad mein aapka sath dega.

  • https://tuffclassified.com/har-kaam-me-kamyabi-ki-dua-kamyab-hone-ka-wazifa-aur-amal_1674737